Lag Ja Gale (Hindi) - Lyrics
Song: Lag Ja Gale
Singer: Lata Mangeshkar
Movie: Woh Kaun Thi
Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Music: Madan Mohan
Released : 1965
Lag ja gale ki phir ye hasin raat ho naa ho
Lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho
Shayad phir is janam main,Mulakat ho na ho
Lag jaa gale, Ki phir ye hasin raat ho na ho
Shayad phir is janam main,Mulaqat ho na ho
Lag jaa gale......Ae...ae....
Hum ko mili hai aaj, Ye ghadiya naseeb se,
Hum ko mili hai aaj,Ye ghadiya naseeb se,
Phir apke naseeb mein,Ye baat ho na ho
Shaayaad phir is janaam mein,Mulaqat ho na ho
Lag jaa gale....Ae...ae....
Paas aiye ki hum nahin, Ayenge baar baar,
Paas aiye ki hum nahin,Ayenge baar baar,
Bahen gale mein daal ke, Ham ro le zaar zaar,
Ankhoon se phir ye, Pyaar ki barsaat ho na ho
Shayad phir is janam mein, Mulaqat ho na ho,
Lag ja gale ki phir, Ye hasin raat ho na ho
Shayad phir is janam mein, Mulaqat ho na ho
Lag jaa gale..Ae...ae....
-----------------------------------------------------------------------------------
Lag Ja Gale| Woh Kaun Thi (1965) Sadhana | Lata
Mangeshkar | Best
Romantic Song
(Click the link above for the original song video)
Comments
Post a Comment